Shab e Baraat ki Fazilat (NEW)

Hazrat Ali raziallahu tala anhu ka bayan hai ke
*Rasoolullah sallalahu alaihi wa sallam ne irshad farmaya: *

Jab shaban ki 15vi raat ho to raat ko qiyam karo, Din mein roza rakho,kyunki Allah tala is raat mein suraj guroob hote hi asmaan duniya ki taraf muttawajeh hota hai aur farmata hai ke kaun mujhse maghfirat talab karta hai ke main uski maghfirat karu. Kaun mujhse rizq talab karta hai ke main use rizq du, Kaun musibat mein mubtilah hai ke main usey afiyat du, isi tarah subah tak irshad hota rehta hai”.

{ibn maja, v-1, h-1446, bab-shaban ki pandravi [15vi] raat ki fazeelat ka bayan}.

Shab e Baraat ki Fazilat (NEW) - 08/04/2020